Guncha koi mere naam kar diya.....
Guncha koi mere naam kar diya.....
GUncha koi mere naam kar diya.....
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
GUncha koi hmm.......
Tum jaisa koi nahi is jahaan mein
Tum jaisa koi nahi is jahaan mein
Subah ko teri zulf ne shaam kar diya
Subah ko teri zulf ne shaam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
GUncha koi hmm.......
Mehfil mein baar baar idhar dekha kiye
Mehfil mein baar baar idhar dekha kiye
aankhon ke zazeeron ko mere naam kar diya
aankhon ke zazeeron ko mere naam kar diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
Guncha koi hmm.......
Hosh bekhabar se huye unke bagair
Hosh bekhabar se huye unke bagair
Hosh bekhabar se huye unke bagair
Woh jo humse keh na sake dil ne kah diya
Woh jo humse keh na sake dil ne kah diya
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
Guncha koi hmm.......
Guncha koi mere naam kar diya.....
Saki ne phir se mera jaam bhar diya...
Thursday, December 14, 2006
Friday, December 01, 2006
Abhee naa jaao chhodakar, ke dil abhee bharaa nahee
abhee naa jaao chhodakar, ke dil abhee bharaa nahee
abhee abhee to aayee ho, bahaar ban ke chhaayee ho
hawaa jaraa mahak to le, najar jaraa bahak to le
ye shaam dhal to le jaraa, ye dil sanbhal to le jaraa
mai thodee der jee to loo, nashe ke ghoont pee to loo
abhee to kuchh kahaa nahee, abhee to kuchh sunaa naheen ..
sitaare zilameelaa uthhe, charaag zagamagaa uthhe
bas ab naa muz ko tokanaa, n badh ke raah rokanaa
agar main ruk gayee abhee, to jaa n paaoongee kabhee
yahee kahoge tum sadaa, ke dil abhee naheen bharaa
jo khatm ho kisee jagah, ye ayesaa silasilaa naheen ..
adhuree aans chhod ke, adhuree pyaas chhod ke
jo roj yoon hee jaaogee, to kis tarah nibhaaogee
ke jindagee kee raah me, jawaan dilon kee chaah me
kaee makaam aayenge, jo hum ko aajamaayenge
buraa naa maano baat kaa, ye pyaar hain gilaa nahee
yahee kahoge tum sadaa, ke dil abhee bharaa nahee
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo (3)
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (2)
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2)
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2)
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain (2)
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai (2)
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo (3)
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (2)
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2)
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2)
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain (2)
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai (2)
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Baavra mann dekhne chala ek sapna
Baavra mann dekhne chala ek sapna
Baavra mann dekhne chala ek sapna
Baavre se mann ki dekho
Baavri hain baatein
Baavre se mann ki dekho
Baavri hain baatein
Baavri si dhadkanein hain
Baavri hain saansein
Baavri si karvaton se nindiya tu bhaage
Baavre se nain chaahein
Baavre jharokhon se
Baavre nazaaron ko takna
(Refrain)
Baavre se is jahaan mein
Baavra ek saath ho
Is sayaani bheed mein
Bas haathon mein tera haath ho
Baavri si dhun ho koi
Baavra ek raag ho
Ho baavri si dhun ho koi
Baavra ek raag ho
Baavre se pair chaahein
Baavre taraanon ke
Baavre se bol pe thirakna
(Refrain)
Baavra sa ho andhera
Baavri khaamoshiyaan
Baavra sa ho andhera
Baavri khaamoshiyaan
Thartharaati lau ho maddham
Baavri madhoshiyaan
Baavra ek ghungta chaahe
Haule haule bin bataaye
Baavra ek ghungta chaahe
Haule haule bin bataaye
Baavre se mukhde se sarakna
Subscribe to:
Posts (Atom)